समस्त भारतवासियो का स्वागत है और आप सबसे अप्पाल करता हु की राष्ट्रीय हितो के लिए बनी पार्टी हिन्दू कांग्रेस से जुड़ कर हमारे देश का सुरक्षित भविष्य निशित करे. वैसे तो हमारे देश में राजनितिक पार्टियों की कोई कमी नहीं है चाहे क्षेत्रीय हो या नेशनल,लेकिन फिरभी भी कही न कही एक शुन्य है जिसे कोई भी पार्टी नहीं भर प् रही है यहाँ तक की जब भी इलेक्शन होते है तो मतदाता के सामने मज़बूरी होती है किसी न किसी को वोते करने की जबकि वो किसीभी कान्दिदते के पक्ष में अपना मन नहीं बना पता फिर्भिकिसी न किसी को तो वोते करना उसकी मज़बूरी होती है,और इसी मज़बूरी को बहुमत प्राप्त पार्टी अपने पाक्स में जन-समर्थन मन लेती है.इन्ही सब बतोको ध्यानमे रखते हुए हिन्दू कांग्रेस की स्थापना की गयी है और हम अपनी पार्टी के द्वारा तय किये गए के प्रति वैसे ही वचनबद्ध है जैसे एक किसान अपनी ज़मीन और एक सैनिक अपनी मातृभूमि की रक्षा के लिए वचनबद्ध होता है. हिन्दू कांग्रेस में हिन्दू का मतलब किसी धर्म विशेष से नहीं लगाया जाना चाहिए ये तो वैसे ही है जैसे भारत में रहने वाले सभी लोग भारतीय है. हो सकता है कुछ फैसले ऐसेहो या कुछ मुद्दों पर हमारे विचारो के लिए हमे हिन्दुवादी पार्टी करार दिया जा सकता है लेकिन मई इस देश के समस्त वासिओ को वचन देता हु की हमारी पार्टी हर नागरिक के साथ है चाहे वो किसी भी धर्म या जाती का क्यों न हो. हमारा मन्ना है की जिस भी इन्सान ने इस धरती पर जनम लिया है उसे अपनी ज़िन्दगी को जीना का पूरा हक है. अब मई यहाँ कुछ बातो का जिक्र करूँगा जिस से की समस्त लोगो का हमारी विचारधाराओ के बारे में पता चल जाये.
Hum jyada atit me na jate hue shuruat humare desh ki azadi se karte hai, Jab humare desh apni aazadi ki jung lad raha tha tab bahut si vichardharaye is desh me thi yaha tak ki us samay ki congress party me bhi alag alag vichardhara ke log the jaise kuchh log naram dal ke tatha kuchh garamdal ki vichardhara se prabhavit the, lekin us samay kuchh loggaramdal ki vichardhara ke hote hue bhi naramdal walo ke sath the, aur sabhi bharat ke azadi keliye jung lar rahe the sabka uddeshya ek hi tha desh ki azadi – lekin in sabke beech me bhi do log mukhya rupse desh ki azadi ke liye sangharsh kar rahe the unme ek the humare rashtrapita mahatama Gandhi aur dusre the Subhash Chandra Bose।
Gandhiji ahinsa me vishwas karte the aur netaji jeet kar aazadi hasil karma chahte the kyoki asani se mili hui cheez ki koi ahmiyat nahi hoti aur aaj humare sath aisa hi ho rahaa hai yadhpi hum bhi hinsa ka samarthan nahi karte kyoki humara man na hai ki sabhya samaj me yuddh aur hinsa ke liye koi jagah nahi hai, lekin iska matlab ye nahi ki hum kamjor ban jaye aur koi bhi hum par apni hukumat chalaye, Ye humare desh ka pahla durbhaygya tha ki hum netaji ke raste se azadi hasil nahi kar sake.Yaha humare kahne ka ye matlab nahi hai ki gandhiji ne koi galat rasta chuna Hum Gandhiji ka samman karte hai aur hume garv hai ki humare desh me gandhiji jaise vyaktitva ne janam liya wo humare rashtrapita hai.
Azadi ke baad humare desh ke pahle P.M. bane shri Jawahar Lal Nehru wo bhi ek mahan neta the aur azadi ki jung me unka aur unke pariwar ka mahatvapurn yogdan tha aur Shri Vallab Bhai Patel HomeMinister Bane ye humare desh ka dusra durbhagya tha ki patel PM nahi bane.
Nehruji ke baad Lal Bahadur Shstri humare desh ke PM bane ni-sandeh wo ek sacche desh bhakt aur kartavyanishth purush the aur desh ke sarva shreshtha PM ban jate magar ye humare desh ka teesra durbhagya tha ki Tashkand me unka asamyik nidhan ho gaya.
Uske baad jo hua wo sab jante hai Indira Gandhi ne Congress ke tukde karke PM ka pad hasil kiya aur uske baad jo congress bani wo sirf name ki congress thi,kyoki jis congress ke झंडे ke neeche humne aazadi hasil ki wo congress nahi thi, balki wo Indira congress thi। Aur Smt। Gandhi PM bani humare desh me logo ko man na tha ki wo ek behtar PM thi khaskar Purvi Pakistan ko azad karwane me unka mahatvapurn yogdan tha, maibhi unke dwara kiye gaye mahatvapurn nirnayo ka samman karta hu lekin unhone hamesha apne hito ko hi sarvopari rakha yahaa tak ki Punjab me aatankwad, Tamil samasya yaha tak ki Purvi Pakistan ki azadi ke samay bhi jo shimla samjhota kiya gaya usme kuchh bhi aisa nahi tha jo humare hitme tha yaha tak ki wo ek behtar samay tha Kashmir samasya ko suljhane ka lekin uska bhi hum fayda nahi le paye aur Kashmir ka kafi hissa aaj bhi humare paas nahi hai agar purvi Pakistan ko aazad karwana ek uplabdhi mana jaye to ye humari sena ki upalabdhi thi. Mrs. Gandhi ne desh ko samadhan kam samasyae jyada di.
SHRI P।V. NARSIMHA RAO : - Bharat me ab tak jitney bhi pm hue hai unme aajtak agar shreshth pmmana jaye tomera man na hai ki shri narsimha rao kaname bhi aayega sabse pahle to wo hi ek aise PM the jo Gandhi pariwar ken a hote hue bhi apna karykal pura kiya apne karyakal ke douran aur uske baad aaj apni mout ke baad bhi un par aaropo ka lagna jari hai aur ye sab khud wahi log kar rahe hai jo unki hi party ke hai aur jo kabhi apne mansubo ko pura na kar paye. Apne karyakal ke douran un par sabse adaa aarop to ye lagaa ki unhone harshad Mehta se 1crore ki rishvat li, kya humare desh ki janta ye vishwas karegi koi koi vyakti jo humare desh ka PMho wo sirf 1crore ke liye apne desh ki asmta ko tak parrakh dega jabki humaredesh me 1 crorekikya ahmiyat hai aaj ek chhote se neta ya officer ke liye bhio ye rashi koi mayne nahi rakhti jabki us se pahle bnhi shri Ra one kafi mahatvapurn poadopar rahe the aur desh me aarthik udarikaran ka dour shuru karneka shrey unhe hi jata hai yahatak ki Dr Manmohan koFinance Minister bna kar unhe pure adhiar de kar desh me aarthik sudhar lagu karwaye kya aisa vyakti 1 crore ke liye ye sab karega?
Dusra Punjab me aatankwadko khatamkarne ka shrey sirf Punjab ki janta ko aur sath me sri Rao kohi diya ja sakta hai jinke safalprayaso se Punjab me aatankwadko puri tarah se khatamkar diya.
Shri Rao hamesha apne in do kamo ke liye sadaa yaad rakhe jayenge bhalehi khud congress ke log unke bare me kuchh bhi bolte rahe.
Abhi haal hi me un par ye bhi ilzam lagaya gayaa hai ki Bhopal Gas Kand ke aaropiyo ko bhagane me bhi Rao ka hi hath tha, kya is desh ka koi bhi vyakti is baar se sahmat hoga ki Rajiv Gandhi Ke PM hote hueunki izazat kebina ya unki jankari ke bina aisa ho pana sambhav hai ? asie bayan sirf wohi de sakte hai jo Gandhi pariwar ke chatukar hai aur hamesha unki krpa ke part bane rahna chhate hai.
BJP:- Jin muddo ke sath ye party satta me aayi thi, satta me aane ke baad unhi muddo ko isne tilanjali de di, agar sankshep me kaha jaye to isne desh ke karodo hinduo ke sath gaddari ki hai aur iski saza ye bhugat bhi rahi hai jo apne ko party with difference kahte hai wo shayad yehi hai ki is partyke kai badeneta jo CM ki kursi par rah chuke hai usi state se ek sansad ka chunav bhi jitney ki takat nahi rakhte, waiseis party ke logo sirf bahas karma jante hai kaam nahi aur bhartiy hone ka dhong bahut achhi tarah karte hai, agar is party ka koi vyakti sochta haikimaigalat hu to mai unhe challenge karta hu.
RAMMANDIR MUDDA:- Aazadi ke baad yeekaisamudda rahaa hai jisne desh ki rajniti me bhuchal la diya hai lekin phir bhi ye aaj bhi waise hi hai jaise pahle tha. Samay samay par ek rajinitik dal is mudde par rajnitik roti senkneki koshish karta rahta hai parantu janta itni samajhdar ho chuki hai ki agar wo dal desh ki janta ko bevkuf samjhta hai to use ye ehsas ho jana chahiyeki wokhud bevkuf ban rha hai.HC (Hindu Congress)
Is baat ka samarthankartihai ki ayodhya me RamMandir Avashya ban na chahiye chahe iske liye kanoon mesansodhanhi kyonakarnapade aur iske bina ye sambhav bhi nahi hai aur ye baat wolog bhi jante hai jo us dalke log hai jinhoneismuddekokaI BAAR BHUNAYA HAI parantu unhe lagta haiki agar ye muddakhatamho gaya to phir unki rajnitikabhi ant ho jayega, HC keli ye ek aisa mudda hai jis par kisi rajnitiki jaruratnahi hai kyoki bhagwan Ramne ayodhya me janam liya uske liye court me proove karne ki koi aavshyakta nahhi hai, agar koi .
VIDESH NITI :- Agar hum aazadi ke baad ki विदेश निति par charcha kare to shayad hume ye bhi nahi मालूम ki हमारी निति kya hai ye ek ऐसा visay hai is par humare hi desh me har paryt ki alag alag ray hai yaha तक की aaj आज़ादी के ६२ साल बाद भी हम ये तयनाही कर दुनिया देश हमारा दोस्त है या जिस पर की हम आँख बंद कर के विश्वास कर सकते हो और उस्स्र के पतन के बाद तोहुमारी स्थिति ऐसिहो गयी हैकि कोई बी हमारे साथ्नाही खड़ा है। जब भी हम किसी देश के साथ कोई विदश स्टार की बत्चिथोती है हुम्सोचते हैकि चलो ये तोहुमारा दोस्त बन गया है हमारे नेवसपपेर उसे एक्नाये युग की शुरुआत की तरह देखते है लेकिन कुछ समय बाद हिहुमे हकीक़त पता चल जाती है. दुनिया ककोइभी देश जैसेचाहेहुमेफुस्लालेता है इस मुददइ पर हउम कभी दृढ नही रहे या यु कहे की हमारी स्थिति ऐसी है जैसे कोई भी गरीब की पत्नी को हर कोई भाभी कह देता है.
प्रस्तुतकर्ता
hindu congress
|
मंगलवार, 24 अगस्त 2010
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
0 टिप्पणियाँ:
एक टिप्पणी भेजें
अगर आप को यह पोस्ट और यह ब्लोग पसन्द आ रहा है तो टिप्पणी जरूर करें। आपके द्वारा की गयी टिप्पणी हमारे लिये विटामिन का काम करेगी ।